Chulein Aasman Lyrics | Fahaan Akhtar, Mard | HWGO

LyricsDoll

Chulein Aasman by Fahaan Akhtar,  Salim Suleiman | Mard 

Chhule Asman By Farhan Akhtar

Abeautiful and inspiring song sung by Farhan Akhtar, the viedo also features Salim-Suleiman with the images of Women, Daughters, Sisters and Mothers From diffrent sections of the society.






Farhan Akhtar's MARD Joins Hands with Google for their Helping Women Get Online Intiative.

Sung By : Farhan Akhtar, Salim Suleiman
Composer : Farhan Akhtar
Music: Salim Suleiman

Kehte hai Padh likhkar aakhir kya karogi
Tumko to kisi ka ghar basaaana hai
Kehte hai tum ho amanat dusron ki
Unsey kaho apni bhi zidd hai
Tode hum saare ye pinjre

Chhulein Aasmaan ye jahaan hm jeet len
Badle daastan, har dhadkan bole
Chhulein Aasmaan ye jahaan hm jeet len
Badle daastan, har dhadkan bole

Kehte hai bete budhaape ka sahara hai
Betiyaan, bus ek bojh hai
Kehte hai, jo bura hua tera kasoor hai
Unsey kaho apni bhi zidd hai
Toode hum saare ye pinjre

Chhulein Aasmaan ye jahaan hm jeet len
Badle daastan, har dhadkan bole
Chhulein Aasmaan ye jahaan hm jeet len
Badle daastan, har dhadkan bole

Har zarra ye kahe, ab hum hai sang tere
Roke se na ruke....hey, hey.....
Har qatra cheekh k, dohraaye sang mere
Ab roke na ruke ....hey, hey.....
Chhule asmaan...

Koi aggar hmse puchhe, kaun hai hum
Chahe hum jo bhi hai, apni pehchaan kahe
Jab tak hai humaare beech barabari na ho
Tab tk kaise, khud ko hum insaan kahe

Chhule aasmaan ye jahan hum jeet lein
Badle daastan, har dhadkan bole
Chhulein Aasmaan ye jahaan hm jeet len
Badle daastan, har dhadkan bole