Neeti Mohan's Udne De Lyrics: To salute and pay tribute to all the women in this International Women's Day, popular Indian Singer Neeti Mohan comes with a very touching song Udne De. The heart touching lyrics Darr Lagta hai, Buri Nazron se ...
Song : Udne De
Singer : Neeti Mohan
Composer : Neeti Mohan
Lyrics : Neeti Mohan, Brij Mohan Sharma, Manoj Yadav
Darr lagta hai....buri khabron se
Darr lagta hai...chup rehne se
Darr lagta hai....apne gusse se
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Darr lagta hai.....Unn cheekhon se
Darr lagta hai....Chup sadkon se
Darr lagta hai.....Maile iraadon se
Darr lagta hai.....Apne gusse se
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Kab badlega, kab badlega
Tu kab badlega
Jab Rab ke aage jaayega
Kya tab badlega
Ab galti ki koi wajah nahi
Ab besharmi ki koi jagah nahi
Kya kaaran.....tu paap karta hai
Kya kaaran.....jo shaitan jagta hai
Kya kaaran....badal tu nahi paata hai
Kya kaaran.....jo haiwaan bann jaata hai
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Bann ja insaan ban ja tu
Sab ghalatiyan mita de tu....
Dafna do wo raaste
Jis par mazil jal jaayegi
Mard nahi insaan bano
Farz bano imaan bano
Dharti swarg ban jaayegi
Dharti swarg ban jayegi
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Hmmm......
Ummeedon se ummeed nahi
Taqdeeron se koi tees nahi
Astitva mera jag jeetega
Samman mera apna haq chheenega
hai yakeen mujhse badlega
Haan junoon mera mujhe pankh dega
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
The Song expresses women's mental state, the these days....and it's sad that this is how it is.
Song : Udne De
Singer : Neeti Mohan
Composer : Neeti Mohan
Lyrics : Neeti Mohan, Brij Mohan Sharma, Manoj Yadav
Udne De Lyrics
Darr lagta hai....buri nazron seDarr lagta hai....buri khabron se
Darr lagta hai...chup rehne se
Darr lagta hai....apne gusse se
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Darr lagta hai.....Unn cheekhon se
Darr lagta hai....Chup sadkon se
Darr lagta hai.....Maile iraadon se
Darr lagta hai.....Apne gusse se
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Kab badlega, kab badlega
Tu kab badlega
Jab Rab ke aage jaayega
Kya tab badlega
Ab galti ki koi wajah nahi
Ab besharmi ki koi jagah nahi
Kya kaaran.....tu paap karta hai
Kya kaaran.....jo shaitan jagta hai
Kya kaaran....badal tu nahi paata hai
Kya kaaran.....jo haiwaan bann jaata hai
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Bann ja insaan ban ja tu
Sab ghalatiyan mita de tu....
Dafna do wo raaste
Jis par mazil jal jaayegi
Mard nahi insaan bano
Farz bano imaan bano
Dharti swarg ban jaayegi
Dharti swarg ban jayegi
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
Hmmm......
Ummeedon se ummeed nahi
Taqdeeron se koi tees nahi
Astitva mera jag jeetega
Samman mera apna haq chheenega
hai yakeen mujhse badlega
Haan junoon mera mujhe pankh dega
Hatt jaa.....jeene de...
Haq hai.....Udne de
The Song expresses women's mental state, the these days....and it's sad that this is how it is.