Meri Marzi, Teri Raza Lyrics from Dilliwaali Zaalim Girlfriend: The song is sung by agnee Band's lead vocalist K Mohan and composed by Meet Bros Anjjan. Lyrics are penned by Kumaar.
Song : Meri Marzi, Teri Raza
Singer : K Mohan
Music : Meet Bros, Anjjan
Lyrics : Kumar
Music Label : T-Series
Jahaan se chalta hun
Wahin laut aata hun
Aansu nikal padte hain
Jab bhi musjurata hun (x2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda? (x2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda?
Oh ho khuda.....
Khwabon mein hain daraarein
Aankhon mein dikhe lagin hain
Saanson kii tooti diwaarein
Kaandhe pe tikne lagi hai (x2)
Kis baat ki mujhko mili hai sazaa
Tu hi jaanta hai ye mujhe kya pataa
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Kismat mein hai dhoop lekin
Chaaon bhi kahin toh hogi
Jahaan manzilein hongi apni
Koi aisi zameen toh hogi (x2)
Paaon dhoondte hai jo raasta
Jaane kis mod pe woh hai chupa
Tu hi bataa..
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu, teri raza mein
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi...... teri raza
Meri marzi...... teri raza
Meri marzi...... teri raza
mein hai kyun faasla.....
Oh ho khuda..........
Song : Meri Marzi, Teri Raza
Singer : K Mohan
Music : Meet Bros, Anjjan
Lyrics : Kumar
Music Label : T-Series
Meri Marzi, Teri Raza Lyrics
Jahaan se chalta hun
Wahin laut aata hun
Aansu nikal padte hain
Jab bhi musjurata hun (x2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu ye pooche tu bata
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda? (x2)
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu, teri raza mein
Hai faasla kyun, aye khuda?
Oh ho khuda.....
Khwabon mein hain daraarein
Aankhon mein dikhe lagin hain
Saanson kii tooti diwaarein
Kaandhe pe tikne lagi hai (x2)
Kis baat ki mujhko mili hai sazaa
Tu hi jaanta hai ye mujhe kya pataa
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Kismat mein hai dhoop lekin
Chaaon bhi kahin toh hogi
Jahaan manzilein hongi apni
Koi aisi zameen toh hogi (x2)
Paaon dhoondte hai jo raasta
Jaane kis mod pe woh hai chupa
Tu hi bataa..
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Kyun be-asar koshishein hain
Kyun ansuni khwahishein hain
Be-lafz aansu, teri raza mein
Meri marzi, teri raza mein
hai faasla kyun, aye khuda
Meri marzi...... teri raza
Meri marzi...... teri raza
Meri marzi...... teri raza
mein hai kyun faasla.....
Oh ho khuda..........