Saad Shukrana Lyrics - Mr. X | Emraan Hashmi

LyricsDoll
Saad Shukrana Lyrics from Mr. X : The song is sung and composed by Ankit Tiwari while movie stars Emraan Hashmi & Amyra Dastur.
Saad Shukrana Mr. X

Song : Saad Shukrana
Singer : Ankit Tiwari
Music : Ankit Tiwari
Music On : Sony Music India

Saad Shukrana Lyrics

Aa bhi jaa raaton ki tarah
Aankhon mein neendon ki tarah (x2)

Shaame wahin miley hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana

Kahan hota hun main poora
Kahan se hai tu jaana shuru
Kaise suljhegi paheli
Jaisa main hun waisi hai tu

Shaame wahin miley hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana

Aankhon aankhon mein jaana Teri aankhein ye kya keh gayi
Mere paaon ke tale se sadiyan kayi beh gayi

Shaame wahin miley hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana


Like & Share with your friends.