Alif Se Lyrics - Mr. X | Ankit Tiwari, Neeti Mohan

LyricsDoll
Alif Se Lyrics from Mr. X starring Emraan Hashmi, The song is sung by Ankit Tiwari & Neeti Mohan and composed by Ankit Tiwari.
Alif se Emraan Hashmi

Singer : Ankit Tiwari, Neeti Mohan
Music : Ankit Tiwari
Lyrics : Abhendra kumar
Music On : Sony Music India

Alif se Lyrics

In Dino mei ab saanson me ho raha kharch tu
Kar yakeen meri an jeene ki ban gaya shart tu
Alif se aipar tu yahaan sher par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara meri awaazon ke tu
Saath saath behta rehta hai

Tu khud ko dekh na paaye
jahan me wo jagah hun
Mainteri dhadkano ki gintiyon
ki bhi wajah hun

Main teri dhoop mein roshan
hua katra hun koi
Na jiske peeche koi raat ho me
wo subah hun tu wo subah hai......

Alif se aipar tu yahaan sher par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sher par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le meri inn aankhon mein tu
Khwaab se milta-julta hai
ach hai ye har jagah neendon pe tu
Roz roz ugta rehta hai

Main khud se hi juda khud se riha
Khud main dhuaan hun
Ki main hi ab nahi mujh mein
Bata ki main kahan hun
Main tere khwaabo ke
Behte kinaare pe khada hun

Tu mud ke dekh le mujhko
Main tera hi nishaan hun
Tu hi nishaan hai o....

Alif se aipar tu yahaan sher par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sher par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu