Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics - Sanam Re

LyricsDoll
Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics starring Pulkit Samrat and Yami Gautam and sung by Arijit Singh, Amaal mallik.
Gajab Ka hhai ye din sanam re - arijit Singh

Song : Gazab Ka Hai Ye Din 
Singer : Arijit Singh, Amaal Mallik 
Lyrics : Manoj Muntashir
Music : Amaal Mallik

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoodega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaana jaisa
Jaagi khwaishen hain har jagah

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna teharna mujhko aata hai kahan

Yeh sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishen hain har jagah

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara (x2)

Incoming Search trends:
gajab ka hai din song, gajab ka hai din lyrics, gajab ka hai din song free download, gajab ka hai din chords