Pehli Baarish mein Lyrics - Asim Riaz

LyricsDoll
0

Pehli Baarish mein by Sumit bhalla,Anita Bhatt is a brand new song and this latest song featuring Asim Riaz,Nisha Guragain.Lyrics are written by Mukesh Mishra, Bhanu Pandit Music is given by Bhanu pandit this music video directed by Nadeem Akhtar.


Song : Pehli Baarish Mein
Singer : Sumit Bhalla, Anita Bhatt
Lyrics : Bhanu Pandit, Mukesh Mishra
Music : Bhanu Pandit
Starring : Asim Riaz, Nisha Guragain
Label : Aatma Music

Pehli Baarish Mein

Jitne bhi yeh baadal hain
Lagta hai sab paagal hain

Jitne bhi yeh baadal hain
Lagta hai sab paagal hain
Barsatein hai yaad teri
Aur tanhaai ka pal hai

Betaab dil hai sang tere 
Bheegne ne khwahish mein 

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne 
Pehli baarish mein 

Kabhi khatam na hone wali
Kuch baatein karni hai 
Boli toh dil ki hai par
Aankhon se kehni hai

Kabhi khatam na hone wali
Kuch baatein karni hai 
Boli toh dil ki hai par
Aankhon se kehni hai

Leke aayi hawayein 
Mujh tak teri faryaad 
Maine bhi mohabbat bheji hai
Baadlon ke haath

Jodi hai apni Aarzoo 
Teri farmaish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne 
Pehli baarish mein 

Dooriyan sab mita ke 
Tu oh jana aa jaana 
Mausam ka bhi mizaaj
Yeh kehta hai ho ho

Dhoondhta dil yeh mera 
Tujhko hoke Deewaana 
Bas Tere intezaar mein
Rehta hai ho ho 

Aane laga hai dil teri 
Aankhon ki saazish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne 
Pehli baarish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne 
Pehli baarish mein

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)