Rasiya Lyrics - Brahmastra | Ranbir kapoor, Alia bhatt

LyricsDoll
0

Rasiya Lyrics From Brahmastra is a new song  feathuring Ranbir kapoor & Alia bhutt. Rasiya song lyrics are given by Amitabh bhattacharya while music is given by Pritam Chakraborty and video has been diracted by Ayan Mukharji.

Rasiya song Lyrics

Song : Rasiya
Movie : Brahmastra
Singer : Tusahar joshi, Shreya Ghoshal
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Music : Pritam chakraborty
Starring : Ranbir kapoor, Alia bhatt
Label : Sony Music India

Rasiya Lyrics 

Mera darpan Ankhiyaan teri 
Tujhko Tarsein ratiyaan meri

Jeena mujhko raas aane laga 
Jabse chehkeen batiyaan teri

Jogan tera maara rasiya 
Jag jeeta dil haara rasiya 
Pag tere chaubaare thehra 
Sadqe main banjaara rasiya 

Rasiya...
Ye tera hua tune jiya moh liya 

Rasiya...
Ne tere hai jo wahi tujhe saunp diya 

Antara 

Mera sarmaaya hai tu 
Tera sarmaaya hun main

Aaja mujhe seench de 
Murjhaaya hun main

Jaise mera daaman hai tu
Aur teri chhaaya hun main

Tabhi tera baavra 
Kehlaaya hun main

Teri baahon mein ho ke 
Lagta hai ke zamee pe 
Jannat sach main agar kahin hai

Yahin hai...

Ban kar tera yaara rasiya 
Soche naa dobaara rasiya

Rasiya...
Ye tera hua tune jiya moh liya 

Rasiya...
Ne tera hai jo vahi tujhe saunp diya



Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)