Saawan ki Boondein Lyrics - Stebin ben

LyricsDoll
0

Saawan ki Boondein Lyrics is a newest hindi song featuring Moshin khan and Priyanka khera. Stebin Ben has given voice to this song while Lyrics are written by Rashid khan music is also given by Rashid khan music video is diracted by Ashish Rai.

Saawan ki Boondein song

Song : Saawan ki Boondein
Singer Stebin ben
Music composer Rashid khan
Lyrics Writter Rashid khan
Starring : Moshin khan and Priyanka khera
Director : Ashish rai
Label : Zee Music Company

Saawan ki Boondein Lyrics 

Inaayat aisi huyi mujh par 
Dua ban ke mila hai tu

Inaayat aisi huyi mujh par 
Dua ban ke mila hai tu
kiye sajde adaa rab ke 
Meri chahat ka sila hai tu

Asar tera hai iss qadar
Asar tera hai iss qadar

Baraste saawan ki boondein 
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein 
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Bechainiyon mein bhi chain aaya 
Jab se qareeb main tujhko hai paaya

Ho bechainiyon mein bhi chain aaya 
Jab se qareeb main tujhko hai paaya
Meri subh hai tujhse roshan tujhse
Saath mere rehna tu ban ke saaya
Saath mere rehna tu ban ke saaya

Fira main kis tarah dar dar
Tujhe paane ko humsafar

Baraste saawan ki boondein 
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Baraste saawan ki boondein 
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)